salam sab ko.mere pc k sath aik masla ho geya hai wo ye hai k main jab b apna pc on karta hon tu wo ON hote hi band ho jata hai.lakin jab main apne graphic card se power supply alag kar k chalta hon tu wo builtin graphic card k sath on ho jata hai.Main ye pochna chahta hon k kia mera graphic card tu farig nahi ho geya.main umeed karta hon k aap log mari zahoor madad karain geye.Main geforce 9800 gt use kar reha hon aur sath main cooler master 500w ki power supply hai.