Salaam
Bhai kaisay ho aap...??
Yaar i want to buy ps3...lakin idea nahi hai ps3 jailbreak ka.... Mujhay ye maloom karna tha k kya jailbreak kiye beghair ps3 ki hard drive main games copy ki ja sakti hain kya aur agar ki ja sakti hain to kaisay...!!
Aur agar ps3 purchase kiya jaye to kon sa...??